Bohudur Poth Vison Aka Baka SongStatus Video Editing Alight Motion || Lyrics Sad Status Video Edit Alight Motion





Hello friends welcome back to my youtube channel ।
To dosto aj bhi ek sad lyrical with video clip status video editing leke aagaya hu ।
Aj ka video ka topic hai yeh ।

Agar app log aisa whatsapp status creat karna chahate ho to is tutorial video ko stating se end Tak dekhte raho ।


Usse pehele agar channel PE naye aye ho to channel ko subscribe karke notification bell icon ko all par Set kar dena hai ।
Or jo pehle se subscribe karke rakha hai unlogo ko dilse sukriya।

To dosto aisi video banane ke liye app logo ko ek application ka dorkar padega wo application hai alight motion।
Agar appke pass alight motion hai to app usko use kar shakte hai Nehi to app ko download karna hoga । Is application ka link is video ke description box me or mere telegram channel par bhi link pin Kiya hua hai app log waha se bhi download kar shatke ho ।



Telegram channel ka link bhi app logo ko is video ke description box me mil jaega।

Sabse pahle app ko do project import karna hoga bitmark and shake effect।
To dosto project do tarike ka mile ga preset or XML app jo chaho import kar shakte hai ।
Dono project ka import karne ka pross alag alag hai ।

Preset import karne ka pross 

Sabse pahle description box me Diya hua preset link par click karna hai uske bad dekhoge browser open hoga uske bad automatically alight motion pe redirect kardega or link verify hoke download option ayega usme clik karke preset project  ko import karna hoga । 


Xml file project import karne ka pross 

Sabse pahle video ke description box deya XML file lik par click karke XML file ko Google drive se download kar lena hoga uske bad folder open karke XML file select karke share me Jake alight motion par share karna hoga aisa karne se app ka xml project alight motion par import ho jayega।

Or ek bat XML file import karne se app ke bitmark project me song add nehi rehegi song ko aapkog alag se all link se download karna hoga । Uske bad bitmark project me add kardena hai।

Song add karne ke liye bitmark project ko open karke plus icon me karke audio me jaje jis folder me download hua hai us folder se song ko add kar na hoga ।



Dono project bitmark and shake effect import hone ke bad sabse pahle aapko bitmark wali project ko open karna chahiye uske bad fo text hai uske font agar style me nehi ayaa to app ke alight motion application par wo Bali font add nehi Kiya hai ।
Font aapp ko all Metrial Link par mil jaega font na nam hai kalpona unicode । 


To dosto app logo ko Kay karna hoga sabs pehe le font ko add karlena hai uske liye bitmark project me Jo text add Kiya hai us text ko selet karke edit text me Jake uoprme roboto reguler me click karke baye taraf me 3line me click karke niche import font ka 
Option milega waha click karke file open hoga waha se font ko selet kardena hai to font app logo ke alight motion par add ho jayega।

Uske bad ek ek karke jitna text hai us sab text me font add kardena hai ।
Agar app log koi dusra font use karna chahate ho to kar sakte hai ।




Aise sare text me font add ho jane ke bad jo do video clip tha usko add karna hoga video clip bhi app log all Metrial link me mil jayega। Waha se download kar lena hai ।


Uske bad video clip me effect add karna hoga uske liye back karke Jo shake effect project ko import Kiya tha usko open karlena hai waha do cc effect and ek photo mil jaega sabse pehle photo ko selet karke effect ms Jake effect ko copy karke back karke bitmark wali project me aajana hai or uske bad jo do video clip add Kiya tha usme paste karna hai kaise paste karoge video clip selet karke effect me hake 3dot me click karke effect ko paste kar dena hai।
Aise karke dono video me effect ko add kardena hai।



Uske bad ek or bar back karke shake effect me aajana hai or do cc tha usko copy karna hai layer uske liye cc effect ko selet karke uopr me Jo layer button hai usme click karke copy 2 layer karna hoga । Uske bad back karke bitmark wali project me aajana hai or jaha se video clip add Kiya hai waha cc effect paste karna hai । Or uske bad cc effect ka duration ko video end Tak kardena hai । 

Post a Comment

0 Comments