Hello Friends Welcome back to my Blog
To aj ki jo blog hai yani topic hai wo hai alight motion dj beat sync status editing
To friends aj ki is video me main apko। Pura bata dunga ki aisi video banate kaise hai
To agar ap Aisa video banana chahate ho to is video ko pura dekho
Is video ko pura agar dekhloge to app log bhi Sikh jayoge ki aise video banate kaise hai
To chaliye dosto suru karte hain ।
Sbse pehle ap ko karna kya ha wo hai
Ek app ko download karna hai agar wo app apke pass pehele se hai to uske use kar sakte hain Nehi to app is video ke description box me link mil jaega waha se bhi app download kar sakte hain
Us app ka nam hai alight motion
To alight motion download karne ke bad is video ke description box me app logoko link mil jaega bitmark and shake effect prese link bhi mile ga or XML link bhi milega app logo ko jo ache lage wo alight motion me import kar lena hai thik hai ।
Uske bad jo bitmark project import Kiya tha usko open karna hai app ko sabse pehele Mera logo dikh jaega agar app usko use karna chahate ho to kar sakte hain Nehi to app apna khud ka logo add kardena hai Mera logo ko delete karke ।
Uske baad jo bit add Kiya hai us bit ke hisab se app ko photo add karna hoga
Or ek bat agar app log XML file impor karte ho to app ka bitmark project me song add nehi rehagi song ko app all Metrial Link se download karke bitmark project me add karna hai ।
Kaise add karoge niche Jo plus icon dekh rehe hai us bale plus icon me click karna hai audio me Jana hai or apke folder se song ko selet karke add kar dena hai ।
Agar app preset import karte ho to app logo ko song add karne ki koi jarurat nahi
Song app ke preset me all ready add rehigi
Or is video me Jojo METRIAL use ho raha hai wo sab app all Metrial link se download kar sakte hain ।
Uske bad ek ek karke Jojo bitmark lagya hua hai us bitmark me photo add karna hai ।
Kaise photo add karoge plus icon me click karna hai or media me Jana hai folder open ho jayega photo selet karna hai or bitmark hisab se cut lagake photo ko fill screen karna hai to photo app ka perfect add ho jaega।
Or video ke bech ne ek bada sa bitmark lgaya hua hai us wali bitmark me app logo ko photo Nehi video add karna hai ।
Us video ko app all Metrial link se download kar sakte ho।
To friends sare bitmark me photo add ho jane ke bad app back karke Jo shake effect project ko import Kiya tha us wali project ko open karlena hai ।
Us shake effect project ko open karne ki bad app dekhoge ke 3 photo hai effect lagaya hua or 2 cc effect hai sabse pehele app ko kya karna hai ।
Peheli photo ko selet karna hai effect Jake effect copy karke back karna hai or bitmark project ko open kar lena hai।
Uske bad 1 no effect ja likha hua hai us sab photo me effect paste karne hai ।
Total 3 photo mei 1 number effect add karna hai ।
Uske bad phir se back karna hai shake effect project ko open karna hai 2 no jo photo hai selet karke effect copy karna hai uske bad back karke bitmark project me aajana hai niche text likh hua hai 2 no effect kaha kaha lagegi us sari photo me 2no effect ko paste kardena hai ।
Aise karke total 3 effect hai complete karlena hai ।
Sari effects complete ho jane ke bad phir se ekbar or shake effect project me Jana hai jo do cc effect layer tha us Bali cc effect ko copy karna hai ।
Layer copy karne ke liye baye taraf hold karke rakhna hai dekhoge ek cc effect selet ho gaya or dusra ko srif ek bar click kardena hai wo bhi selet ho jayega uske baad upor me Jo layer button hai usme click karke layer ko copy karlena hai ।
Uske baad bitmark project ko open karna hai or upor diya hua layer button click karke cc effect paste layer kar dena hai ।
App dekhoge bahut acha clour grading effect lag jayega ।
Uske baad cc effect ka duration video ke end Tak kardena hai





0 Comments