Amar Mayer Payer Joba Hoia Oth Na Fute Mon Song WhatsApp Lyrical Status Video Editing Alight Motion
Hello Dosto Aaj phir se or ek Kali Puja special lyrics status video editing leke aagaya hu ।
To dosto agar app log kali puja mein aisi video banana chahate ho is video ko pura dekho ap logo bhi shik jayoge aise video editing karna kaise hai ।
Isi tarike ka status editing karna bahut ezy hai app ko srif ek app ki jarurat padega wo app ka nam hai alight motion।
Agar app ke pass yeh app hai to usko app use kar sakte hai Nehi to app ko ye application ko download karna hoga ।
Is app ka link app ko is video ke description box ang Mera telegram channel me mil jaega app log waha se download kar sakte hain।
To dosto alight motion download karne ke bad open kkaroge uske bad is video ke description box me app logo ko link milega project preset ka do link and XML project ka do link ।
App log jisko chaye alight motion pe import kar sakte hai ।
Preset project ko import karne ke liye link par jab click karoge browser open hoga uske bad alight motion pe redirect kardega or waha pe link veryfy hoga phir download option aayaga us Bali download button par click karne ke bad app ka preset project alight motion pe import ho jaega।
Or XML file ko import karne ka liye app log sabse pahle video ke description box me Diya hua XML file ko Google drive se pehele download kar na hoga ।
Uske bad folder open karke XML file select karke share button click karke alight motion pe share kar dena hai ।
To dosto dekhoge app ka xml project alight motion pe redirect ho jaega।
Uske bad app log bitmark Jo project hai uske open karna hai । Agar app log XML file import Kiya hai to app ke bitmark me song add nehi rehegi app ko agalg se song ko download karke bitmark project me add kardena hai ।
Or jo log preset import karoge to app logo ke bitmark project me song all ready add rehega app ko alag se song ko download karne ki koi jarurat nahi।
Or is video me Jo Jo METRIAL main use kar raha hu wo sab app log all Metrial Link se download kar sakte hain।
Uske bad app ko kya karna hai
Bitmark project me ek photo add kar dena hai । Main jo photo add Kiya hu wo photo app add kar sakte hain app all Metrial Link se mil jaega।
Photo add karne bad uske duration ko video ke end Tak kardena hai।
Or agar ek se zada photo se video ko banana chahate ho to jitna bitmark lagaya hua hai us wali bitmark me sab photo add kar sakte hain ।
Uske bad back karke Jo shake effect project ko import Kiya tha us wali project ko open karna hai open karne ke baad app dekhoge ke ek photo a hai us photo mein effect add Kiya hua us effect ko copy karke bitmark Bali project me Jo photo add Kiya hua hai us wali photo me paste kar dena hai ।
Effect copy karne ke liye photo ko selet karke effect Jake 3dot me click karna hai or effect ko copy karlena hai।
Uske baad bitmark project ko open karna hai jo photo add Kiya tha us photo ko selet karke effect me Jake 3dot me click karke effect ko paste kar dena hai।
Uske bad jo lyrics video tha us video add karna hai ।
Add karne ke liye plus icon me click karna hai media me Jake jis folder me download hua hai us video ko selet karke add kar lena hai ।
Is lyrical video bhi apko all Metrial link me mil jayega ।
To dosto lyrics video add ho jane ke bad lyrics video ko selet karke sound option me Jake sound ko pura zero add kardena hai uske bad blending and opasiti me Jake liten me Jake screen kar dena hai ।
To dekhoge ki lo black screen tha wo remove ho jayega
Uske bad agar app ka lyrics ache tarike se dekhai Nehi derehe hai to app kya karoge ki jo photo me effect add Kia tha us effect me chale jana hai waha Jake Jo exprosser gamma karke effect rahega uske app log off ya delete kardena hai ।
Uske bad dosto dekhoge app ke lyrics pura ache tarike se dekhai degi ।
Aise kar lene ke bad app ka video pura ready ho jayega video ready hone ke bad video ko save sarne ke liye uopr me Jo share button hai usme click karke video ka quality select karke export me click kardena hai to app ka video apke phoen ke gallry me save ho jayega।





0 Comments